pigmentation,facial,remove,dark,spots,in just,7 days,100 natural,pigmentation facial,remove dark spots,dark spots,how to,hyperpigmentation,pigmentation treatment,pigmentation treatment at home,home remedies,how to get rid of hyperpigmentation,home remedy,dark marks,fair skin tips,skin care tips,pigmentation treatment on face at home,indian skin care,dark skin,gora hone ka tarika,orange peel face pack,melasma treatment at home,pigmentation face pack
Is video me mai apke sath share kar rahi hu pigmentation facial treatment, Ye pigmentation mask apko roj lagana hai kam se kam 15 din tak ye pigmentation facial kijiye apke chehre ke dag, kalapan, age spots, dark spots, lighten hote jayege aur skin fair ho jayegi.
Is facial ke ingredients hai-
1. Licorice powder- Isme skin brightening properties hoti hai, Age spots, pigemtation aur jhaiyo ko door karne ke liye licorice bahut achha hai.
2. Almonds- Almonds me vitamin e hota hai jo aging signs ko prevent karta hai, skin ko youthful banata hai.
3. Jaggery- Jaggery me natural glycolic acid hota hai.
4. Honey- Honey skin ko deeply moisturize karta hai aur skin ke ph balance ko maintain karta hai.
5. Curd- Curd skin ke pores ko deeply clean karti hai aur skin ko tone karti hai. dag dhabbe aur pigmentation spots ko bhi door karti hai.
In sabhi cheejo ko mix karke aap face par lagayiye. Adhe ghante ke liye ise lagana hai, fir pani se chehre ko dho lijiye.
0 Comments